Here is the romantic Zehnaseeb song from Hasee Toh Phasee. The film is starring Parineeti Chopra as Meeta and Sidharth Malhotra as Nikhil.
Hasee Toh Phasee is directed by Vinil Mathew. Hasee Toh Phasee release date is set to 7th Feb, 2014.
Zehnaseeb song in Hasee Toh Phasee is an emotional love song by Vishal-Shekhar, written by Amitabh Bhattacharya. Shekhar Ravjiani & Chinmayi Sripaada sings it beautifully.
Song: Zehnaseeb
Singers: Shekhar Ravjiani, Chinmayi Sripaada
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Vishal-Shekhar
Cast: Sidharth Malhotra, Parineeti Chopra
Music on: Sony Music India
Zehanaseeb Meaning: My Fate (someone who is destined to be yours)
Hasee Toh Phasee – Zehnaseeb song lyrics
Zehnaseeb, Zehanaseeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Mere kareeb, mere habeeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Tere sang beete har lamhe pe humko naaz hai
Tere sang jo na beete uspe aitraaz hai
Iss kadar hum dono ka milna ek raaz hai
Huaa ameer dil ghareeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Zehnaseeb, Zehnaseeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Lena-dena nahi duniya se mera
Bas tujh se kaam hai
Teri ankhiyon ke sheher me
Yaara sab intezaam hai
Khushiyon ka ek tukda mile
Ya mile gham ki khurchane
Yaara tere mere kharche me
Dono ka hi ek daam hai
Hona likha tha yunhi jo huaa
Yaa hote hote abhi anjaane mein ho gaya
Jo bhi hua, hua ajeeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Zehnaseeb, zehnaseeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Hua ameer dil ghareeb
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb
Zehnaseeb, Zehnaseeb
Tujhe chaahun betahasha
Tujhe chaahun betahasha zehnaseeb